Diwali par sabhi ke man mein jo sawal ghar kar raha hota hai woh hai Lakshmi Pujan karne ki sahi vidhi. Sabhi chahte hai ki us din unse koi bhi aisi bhool na ho, jiski wajah se Lakshmi Mata unse naraz ho jaaye. Aapke man ke isi sawal ka jawab aur aapki pareshani ke hal ke roop mein hum lekar aaye hai yeh audiobook. Jise sunne ke baad aapko Lakshmi Pujan se judi kahaniyan, unki pujan vidhi aur unka mahattva sabki jankari milegi.
1-Tyoharon ka mel diwali
2-Pujan ka matlb aur basic steps
3-Bhagwan Dhanvantri or mata lakshmi
4-Dhanvantri, mata lakshmi aor ganeshji ke pujan ki taiyari
5-Dhanteras per maa laskshmi aur ganeshji ka pujan
6-Dhanteras pujan ki vidhi
7-Chhoti diwali se jude kisse
8-Abhyang snan aur pujan
9- Maa Lakshmi, shri krishna deepmala pujan
10-Badi Diwali se jude kisse
11-Badi diwali pujan
12-Badi Diwali ka mahalakshmi
13-Goverdhan pooja aur Bhaidooj
raju –
waaao… nice